Gay romance erotica of two horny lover boys on a tiff: 1

Gay romance erotica: Pehlaa pyaar kaa pehla jhagdaa: “Arre… arre… ruk toh zaraa!” Pulkit ne Ibhaan kae peeche aate huye avaaz diyaa, “Kahaa bhaagaa jaa rahaa hain yaar?!”
Sunday kaa late afternoon thaa, aur dono lunch kae baad restaurant se bas niklaa hii thaa kae achaanak Ibhaan jaldii se baahar kae taraf jaane lagaa…
“Yaar, ruk…” Pulkit ne bolaa finally catching up, “baahar kahaa jaa rahaa hain?”
“Cab book karnaa hain,” Ibhaan ne javaab diyaa, curt.
“Cab kyu? Car toh basement parking me hain…” Pulkit ne surprise jataate huye kahaa.
“Tuheen kae ghar jaa rahaa hoon.”
“Tuheen kae ghar? Kyu?”
“Aap ko aaj room honaa naa,” Ibhaan ne cryptic saa javaab diyaa, the tone terse.
Pulkit ne Ibhaan kaa arm pakadte huye usse rokaa, aur phir apne taraf ghumaate huye poochhaa, “Baat kyaa hain, huh?” totally confused.
Eyes blazing, lips pursed, Ibhaan kaa face gusse se laal thaa… aagbabulaa huyaa jaa raaha thaa.
“Chal neeche, mein tujhe chhod doongaa Tuheen kae ghar.”
Ibhaan thoda saa struggle kiyaa, parr thaa chhotaa kadd kaa, slim aur slender… while Pulkit was a large, powerfully built man, aur grip bhi firm thaa… toh waisaa hii pakad kar, lag-bhag kheechtaa huyaa, lift tak le gayaa, aur phir basement…
“Ab bol, Tuheen kaa ghar kyu, achaanak?” Pulkit asked as they settled down, fastening their seatbelts.
“Jiss hisaab se taak rahe thae aap, meine sochaa aaj mein aapko akelaa hii chhod doon… thodaa saa private space de diyaa toh theek rahegaa…” Ibhaan ne javaab diyaa, parr wo sirf baatey nahi, aangaare baras rahaa thaa!
“Kyaa bak rahaa hain tu, yaar?!”
“Kyu, usse ghar nahi lekar jaana, huh? Bas aur kuch ek aadhae ghante me uska duty khatam ho jaayegaa, phir ghar le jaakar you can enjoy yourself!”
“Kisey?!!!” Pulkit asked, totally baffled, utterly confounded.
“Aayan…” Ibhaan hissed, the tone icy.
“Yeh Aayan koun?”
“Wah, pechlae do gante se toh bada hans-hans kae baaten kar rahen thae, aankhon se hii kapde utaar rahe thae, mujhe toh lagaa bas wahi, table pe hii litaa kar kar daaloge!”
And as Pulkit stared at him uncomprehending, Ibhaan continued, the words acrid, the tone dripping insolent outrage…
“‘Hello sir, good afternoon. I’m Aayan, and I’ll be serving you today… blah-blah-blah’. Nazar bhi sirf aap parr, jaise me wahaa thaa bhi nahi, aankhon se nigal rahaa thaa. Aur aap kaa smile, wah, jaise dil me laddo phoot rahaa hon!”
“Aaah…” Pulkit responded, everything finally sinking in, aur phir hanste huye poochha, “you mean wo waiter?”
Ibhaan let out a snort looking away, furious as tears of jealous rage almost welled over.
Dono abhi bhi basement parking apne gaadi me hii baithaa huyaa thaa, andhere me, just the soft glow of the dash lighting up the interior.
“Wo busboy bhi bada cute thaa, naa?” Pulkit ne dheere se kaha, maano jaise apna silent thoughts anjaane me hii bayaan kar diyaa hon.
Baat poorii khatam bhi nahi huyaa kae Ibhaan jal uthaa, “Toh le jaao naa dono ko, mein kab rok rahaa hoon!”
Ab Pulkit hans pada, and undoing his seatbelt flung both his arms around Ibhaan, “Yaar, tu rehte huye mujhe aur kisi kaa kyaa zaroorat, huh?”
“Chhodo mujhe!”
“Kyu chhodun?” Pulkit he Ibhaan kaa gardan pe kiss karte huye bola, “Aur kaise chhod doon, huh? Pyaar kiyaa hain, aise hii chhod doonga kya?!”
“Jaane do mujhe…” Ibhaan snapped struggling in Pulkit’s embrace.
“Kahaa?”
“Kahi bhi!” the voice choked with the unshed tears of anger.
“Aise hii, huh? Yaar, shaadi kii hain, baa-qaidaa, ring exchange kiyaa, aur phir teraa maang bhar kar tujhe mangalsutra bhi pehnaaya, toh phir aise kaise jaane doon?!”
It was a simple, double row gold aur black beads kaa choker style chain, but without the usual (and obvious) pendant… a small gold stud taking the place of the tanmaniya instead — special order de kar banwaaya thaa Pulkit.
Aur perfect banaa bhi thaa, uss narm-mulaayam, goraa saa suraahiidaar gardan pe kaalae beads kaa chain mast jachh bhi rahaa thaa!
“Jaane do…” Ibhaan pouted, chidaa huyaa bacchon jaisaa, “door unlock karr do.”
“Yaar, mein koi usse taad nahi rahaa thaa, aur naa hii koi interest hain kisi aur me. He was doing his job, being courteous, toh mein bhi civil ho rahaa thaa.”
Par Ibhaan abhi bhi gusse me thaa, still looking away, blinking his eyelids rapidly to stall the tears from flowing.
“Yaar, tu meraa jaan hain,” Pulkit ne uskaa chin pakad kar uskaa munh ghumaaya, “merii zindagii. Tu rehte mujhe kisi Aayan-Bayaan-Gayaan se kya matlab?!” aur phir wahi, uss basement parking lot me hii apna honth Ibhaan kae lips par rakhte huye kiss karne lagaa… unconcerned about people who might walk past, see them kissing.
Ibhaan let out a moan, sobbing into Pulkit’s mouth.
“Sorry yaar,” Pulkit ne Ibhaan kaa lips chhodte huye bolaa, his fingers gently caressing the soft, smooth cheeks, “but qasam-se, mujhe meraa Ibhaan chhod koi aur nahi chahiye. Ab chalen?
Kareeb dhaai saal pehle miley thae dono, office me…
College kaa first year just khatam hii huyaa thaa, aur itnaa acchaa opportunity, that too ek reputed MNC firm, Ibhaan super excited thaa apnaa pehlaa summer internship lekar.
Aur pehlaa din hii office me aankh takraa gayaa… hai, wo nazar kaa milnaa bhi kyaa milnaa thaa, uss ek nazar ne dono kaa hii duniyaa badal daalaa!
Pulkit thaa toh super hot… smart, awesome goodlooks, sirf 25 saal kaa… senior executive, HR.
Parr sholon me lipti, chadti javaani kaa pehlaa baahaar me nahayaa Ibhaan bhi kuch kam nahi thaa!
Do hafton tak khoob aankh-michaulii chaltaa rahaa dono kae beech, phir ek Friday shaam parking lot me Pulkit ne approach kiyaa…
“Date pe chalegaa mere saath?”
Dil yun dhadkaa, puraa hil gayaa Ibhaan, aur blush karte huye sarr jhukaa liyaa.
“Teraa yeh sharmaanaa haan samjhu kyaa?” Pulkit ne poochhaa.
Ab Ibhaan thar-thar kaamp rahaa thaa, woh kyaa javaab detaa.
“Kal saare-barah baje pick up karr loongaa tujhe tere ghar se… we’ll have lunch, then a movie, aur phir jo tu chahen.”
Ibhaan looked up, startled.
“Haan, mujhe teraa address maloom hain, remember, HR.”
Khushi kaa ek muskaan aate-aate ruk saa gayaa unn mote-mote gulaabi honthon paar, aur chhupaane kae liye phir se sarr jhukaa liyaa.
“Yaar, yun muskuraate huye itnaa blush karegaa toh control nahi hogaa mujhse, yehi, public me, kiss karna padegaa!”
Ibhaan nearly died of shock and embarrassment… parr dil khusii se jhoom utthaa, beqaraar ho gayaa agle din kaa soch karr.
“Okay, tomorrow, twelve-thirty,” Pulkit repeated, and then was gone!
Ibhaan kuch dus minute tak waise hii khadaa raha, numb with joy — terribly thrilled, extremely excited, and totally nervous.
As promised, Pulkit ne Ibhaan ko theek twelve-thirty pick kiyaa aur ek high end restaurant le gayaa.
“Kyaa piyegaa?” Pulkit ne poochha as they sat down.
“Coke…” Ibhaan ne answer diyaa, his voice barely audible.
“Beer nahi?” Pulkit asked, curious.
Ibhaan shook his head.
“Tu peeta nahi… whiskey, vodka, beer?”
“Nahi…” nazar jhukaaye Ibhaan ne javaab diyaa.
“Cigarette peeta?”
Phir se Ibhaan ne sarr hilaaya.
“Weed?”
“No…” Ibhaan answered, now visibly embarrassed.
“Kiss toh karne degaa naa?!” leaning across the table Pulkit ne dheere se whisper kiyaa, lips curled in a puckish grin, eyes twinkling mischievously.
Pehle se hii face laal thaa, parr ab toh jaise aag jal utthaa, aur sarr jhukaate huye jhep gayaa bichaaraa.
Woh ek date — lunch, movie and a long drive — soon became a regular thing. Aur jab do week baad Ibhaan kaa internship khatam ho gayaa toh dono kaa milnaa jaari rahaa…
Parr ab movies and long drives kam, aur Pulkit kae kamre me time zyadaa beetne lagaa — pehle toh simple saa kiss… phir some heavy make-out sessions… aur finally ek din sex ho gayaa!
Impervious to logic or reason, lust has a mind and momentum of its own, hurtling onwards without a thought for propriety or correctness… and their every encounter, unshackled by any privation of ideas or timidity of imagination, was packed with overwhelming passion… hours of very vocal and unrestrained lovemaking punctuated by surprisingly salubrious breaks of silent reflection…
Gay romance erotica of two desi lover boys
Nangaa ek doosre kae baahon me waisaa hii bistar pe pada rehtaa thaa dono… kissing and caressing… naa koi chintaa, aur naa hii kahi jaane kaa jaldi…
Both joint in love’s rapture — Ibhaan’s legs still wrapped around Pulkit’s waist, aur Pulkit kaa wo motaa saa lund, still encapsuled by Ibhaan’s incommodious flesh sleeve…
To be continued…